bloggingtips in Hindi (1) - PowerPoint PPT Presentation

About This Presentation
Title:

bloggingtips in Hindi (1)

Description:

All posts in The Hindi Language. – PowerPoint PPT presentation

Number of Views:34
Slides: 4
Provided by: bloggingtips16

less

Transcript and Presenter's Notes

Title: bloggingtips in Hindi (1)


1
Blogspacer.com
  • Website 2 chijo se banati hai ek Domain aur
    Dusara Hosting. Ab ye domain aur hosting kaha se
    milenge. Aapko domain Godaddy ya aur bhi domain
    provider se mil jayega. Main Godaddy se prefer
    karta hu yaha sabse sasta Domain milta hai. Is
    website se aap apna khud ka blog chalu kar sakte
    ho saste me aur bahot paise kama sakte ho.

2
Blogspacer.com
  • Ab pahale domain kaise le ye dekhenge?
  • Domain name matlab website ka naam, jaise aapka
    koi naam hai waise hi website ka bhi naam hota
    hai. Hum domain name kahte hai. Domain name lene
    ke liye Godaddy me account bana lo. Pahale email
    id banao ye jaruri hai. Aap email id kitni bhi
    bana sakte ho.
  • Godaddy account ke liye bhi ek bana do. Koi bhi
    nayi id banao aur password yaad rakhna. Ek diary
    kar lo ya kahipar likh ke rakho ye baar baar kaam
    me aayega.

3
Blogspacer.com
  • Ab gmail ya kahi aur pe email id banane ke baad
    Godaddy pe account bana lo. Sign in hone ke baad
    jo bhi tumhe apne blog ke liye naam dena hai wo
    search karo. Aap jis topic ke liye blog bana rahe
    ho usi se related website ka naam bhi rakho taaki
    logo ko samajhe ki website me kiski jankari hogi.
  • Visit this site for more information-
  • Blogspacer.com direct link to making website
Write a Comment
User Comments (0)
About PowerShow.com