Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi - PowerPoint PPT Presentation

About This Presentation
Title:

Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi

Description:

Phli baar jab koi mahila pregnent hoti hai to usme apar khusi hoti hai. Aise me Unke man me kai sare sawal aate hai. Usme se ke hota hai ki Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai? Isko lekar Mahilaon me Kai sari Shanka hoti hai. Aaj hum apko btane ja rhe hai ki Pregnancy Me Periods nhi hote hai aur pregenancy me time me aisa hona bhi chahiye. Aisa ho skata hai ki mahilaon ke yoni se bahut kam matra me blood aa skta hai lekin vah periods nhi hota hai. Agar Apko Pregency ke samay Periods aata hai to ap apne doctor se contact kre. – PowerPoint PPT presentation

Number of Views:169
Slides: 7
Provided by: sumitvermahel
Category:

less

Transcript and Presenter's Notes

Title: Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi


1
Kya Pregnancy Me Periods Hote Hai In Hindi
2
  • phli baar jab koi mahila pregnent hoti hai to
    usme apar khusi hoti hai. Aise me Unke man me kai
    sare sawal aate hai. Usme se ke hota hai ki Kya
    Pregnancy Me Periods Hote Hai? Isko lekar
    Mahilaon me Kai sari Shanka hoti hai. Aaj hum
    apko btane ja rhe hai ki Pregnancy Me Periods nhi
    hote hai aur pregenancy me time me aisa hona bhi
    chahiye. Aisa ho skata hai ki mahilaon ke yoni se
    bahut kam matra me blood aa skta hai lekin vah
    periods nhi hota hai. Agar Apko Pregency ke samay
    Periods aata hai to ap apne doctor se contact kre.

3
  • Pregency ke Samay Periods kyu nhi Aate hai?
  • Sabhi Mahilaon ko har mahine unke Garbhashay me
    Ande ka Aaropan ke Liye blood ka ek mota astar
    banta hai. Is smay agar koi mahila Pregnent nhi
    hoti hai to ye khoon ka astar yoni se bahar nikal
    jata hai.

4
  • Vhi agar is samay koi mahila garbhvati hoti hai
    to body ke Harmon me parivartan hone ke karan
    tissue ko ek siganl milta hai ki garbh me pal rhe
    baby ko Viksit hone ke liye blood ki jaroort hai
    aur is karan se vah blood garbhashay me pahuchata
    hai baby ke vikasit hone me kaam krta hai. Isi
    Vajah se Pregnancy ke Time me periods nhi aate
    hai.

5
  1. Pregnent se lekar Baby ke Janm tak periods nhi
    aata hai Aur Baby ke janm ke 3 mahino tak periods
    nhi aane par Aap Ghabraye nhi Aur Agar yhi time 6
    Mahine se jyada ko jaye jaye to apne doctor se
    sampark kre.
  2. Agar Ap Pregnent hai to Aap Khoob Pani Piye jiise
    ke Sharir me Pani ki kami nhi ho.
  3. Pregnancy ke samay koi bhi vajan wale saman nhi
    Utaye.
  4. Pregnancy ke time me sex nhi kre. sex krne par
    apke yoni se blood aane ki sambhavana Badh jati
    hai.

6
  • For More info Visit
  • https//health.shabd.in
Write a Comment
User Comments (0)
About PowerShow.com